Shree Laxmi Chalisa

Shree Laxmi Chalisa, a devotional hymn dedicated to Goddess Lakshmi, is believed to offer numerous spiritual and material benefits to its devotees. Reciting the Shree Laxmi Chalisa bring Wealth and Prosperity.

Shree Laxmi Chalisa

Who is Goddess Laxmi?

Goddess Lakshmi, also known as Goddess of Wealth, is a prominent Hindu deity associated with wealth, prosperity, and abundance. She is often depicted as a beautiful, benevolent goddess, often adorned with golden attire and standing on a lotus flower. Goddess Lakshmi is wife of Lord Vishnu, a key deity in Hinduism, symbolizing the relationship between wealth and righteousness. Her four arms represent various aspects of life and prosperity.

Shree Laxmi Chalisa (English)

II Doha II

Maatu Lakshmi Kari Kripa, Karo Hridaye Mein Vaas II

Manokamana Siddh Kari,  Purvahu meri Aas II

II Soratha II

Yahi Mor Ardas, Haath Jod Vinti Karu II

Sab Vidhi Karo Suvas, Jai Janani Jagdambika II

II Chaupaai II

Sindu Suta Main Sumirau Tohi । Gyan, Buddhi, Vidya De Mohi ॥
Tum Samaan Nahi Koi Upkari । Sab Vidhi Puravahu Aas Hamari ॥
Jai Jai Jai Jagat Janani Jagadamba । Sabki Tum Hi Ho Avalamba ॥
Tum Hi Ho Sab Ghat Ghat Vaasi । Vinti Yahi Hamari Khaasi ॥
Jag janani Jai Sindhu Kumari । Dinan ki Tum Ho Hitakari ॥
Vinavo Nitya Tumahin Maharani । Kripa Karo Jag Janani Bhavani ॥
Kehi Vidhi Stuti Karaun Tihari । Sudhi Lijai Aparadh Bisari ॥
Kripa Drishti Chitavo Mam Ori । Jag Janani Vinti Sun Mori ॥
Gyan Buddhi Sab Sukh Ki Data । Sankat Haro Hamari Mata ॥

Kshir Sindhu Jab Vishnu Mathayo । Chaudah Ratna Sindhu Mein Payo ॥
Chaudah Ratna Mein Tum Sukharasi । Seva Kiyo Prabu Bani Dasi ॥
Jab Jab Janma Prabhu Jahan Linha । Roop Badal Tah Seva Kinha ॥
Swayan Vishnu Jab Nar Tanu Dhara । Linheu Avadhapuri Avatara ॥
Tab Tum Pragat Janakapur Maahi । Seva Kiyo Hridaya Pulakahin ॥
Apanayo Tohi Antaryami । Vishva Vidit Tribhuvan Ke Swami ॥
Tum Sam Prabal Shakti Nahin Aani । Kahan Lau Mahima Kahaun Bakhani ॥
Man Kram Vachan Karai Sevakai । Man Ichchhita Vanchhit Phal Pai ॥
Taji Chhal Kapat Aur Chaturai । Pujahin Vividh Bhanti Man Lai ॥
Aur Haal Main Kahaun Bujhai । Jo Yah Paath Karai Man Lai ॥
Tako Koi Kashta Nohi Hoi । Mann Ichhita Pave Phal Soi ॥
Trahi Trahi Jai Dukh Nivarini । Taap Paap Bhav Bandhan Harini ॥
Jo yeh Chalisa Pade Padave । Dhyana Lagakar Sune Sunavai ॥

Tako Koi Na Rog Satavai । Putra Aadi Dhan Sampatti Pavai ॥
Putrahin Aru Sampatti Hina । Andh Badhir Kodhi Ati Dina ॥
Vipra Bolaya Kai Paath Karavai । Shanka Dil Mein Kabhi Na Lavai ॥
Paath Karavai Din Chalisa । Ta Par Kripa Karain Gaurisa ॥
Sukh Sampatti Bahut So Pavai । Kami Nahin Kaahu Ki Avai ॥
Barah Maas Karai Jo Puja । Tehi Sam Dhanya Aur Nahin Duja ॥
Pratidin Paath Karai Man Mahin । Un Sam Koi Jag Mein Kahun Naahin ॥
Bahu vidhi Kya Mai Karo Badai । Leya Pariksha Dhyana Lagai ॥
Kari Vishwas Karai Vrat Nema । Hoy Siddha Upajai Ur Prema ॥
Jai Jai Jai Lakshmi Bhavani । Sab Mein Vyapita Ho Gun Khaani ॥
Tumharo Tej Prabal Jag Mahin । Tum Sam Kou Dayalu Kahun Naahin ॥
Mohi Anath Ki Sudhi Ab Lijai । Sankat Kaati Bhakti Mohi Dijai ॥
Bhul Chuk Kari Kshama Hamari । Darshan Dajai Dasha Nihari ॥
Bin Darshan Vyakul Adhikari । Tumahi Achhat Dukh Sahate Bhaari ॥

Nahin Mohin Gyan Buddhi Hai Tan Mein । Sab Janat Ho Apane Man Mein ॥
Roop Chaturbhuja Karake Dharan । Kashta Mor Ab Karahu Nivaran ॥
Kehi Prakar Main Karaun Badai । Gyan Buddhi Mohin Nahin Adhikai ॥

॥ Doha ॥

Trahi Trahi Dukh Harini, Haro Vegi Sab Tras ।
Jayati Jayati Jai Lakshmi, Karo Shatru Ko Naash ॥
Ramdas Dhari Dhyan Nit, Vinay Karat Kar Jor ।
Maatu Lakshmi Daas Par, Karahu Daya Ki Kor ॥

॥ Iti Shri Lakshmi Chalisa Sampurnam ॥

Disclaimer: KirtanChalisa.com provides information based on beliefs and information, but does not confirm any beliefs or information. Consult an expert before implementing any information or belief.

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *