Lord Ram Chalisa in English
Lord Ram is the perfect incarnation of God in human form as a young prince of Ayodhya. Shri Ram Chalisa lyrics is a devotional hymn recited by devotees to attain peace, happiness, and prosperity.
Lord Hanuman is most Powerful and Favorite of Shri Ram click here – jai hanuman gyan gun sagar.
Who is Shri Ram?
He is the seventh avatar of Vishnu, is considered the Supreme Being in Hinduism’s Rama-centric traditions, born to Kausalya and Dasharatha in Ayodhya.
Shri Ram Chalisa Lyrics
||CHOPAI||
Shri Raghubir bhagat hitkari | Suni lije prabhu araj hamari ||
Nisidin dhyan dhare jo koi | Ta sam bhakt aur nahi hoi ||
Dhyan dhare Shivji man mahi | Brahma Indra par nahi pahi ||
Jai jai jai raghunath kripala | Sada karo santan pratipala ||
Doot tumhar veer Hanumana | Jasu prabhav tihu pur jana ||
Tuv bhujdand prachand kripala | Ravan mari suarn pratipala ||
Tum anath ke nath gosai | Deenan ke ho sada sahai ||
Bramhadik tav par na paven | Sada eesh tumharo yash gave ||
Chariu ved bharat hai sakhi | Tum bhaktan ki lajja rakhi ||
Gun gavat sharad man mahi | Surpati tako par na pahi ||
Nam tumhare let jo koi | Ta sam dhanya aur nahi hoi ||
Ram naam hai aparampara | Charin ved jahi pukara ||
Ganpati naam tumharo linho | Tinko pratham pujya tum kinho ||
Shesh ratat nit naam tumhara | Mahi ko bhar shish par dhara ||
Phool saman rahat so bhara | Pavat kou na tumharo para ||
Bharat naam tumharo ur dharo | Taso kabahu na ran mein haro ||
Naam shatrugna hridaya prakasha | Sumirat hot shatru kar nasha ||
Lakhan tumhare agyakari | Sada karat santan rakhwari ||
Tate ran jeete nahi koi | Yuddh jure yamahu kin hoi ||
Mahalakshmi dhar avtara | Sab vidhi karat paap ko chhara ||
Seeta ram puneeta gayo | Bhuvaneshwari prabhav dikhayo ||
Ghat sp prakat bhai so aai | Jako dehkat chand lajai ||
So tumhare nit paon palotat | Navo nidhi charanan mein lotat ||
Siddhi atharah mangalkari | So tum par jave balihari ||
Aurahu jo anek prabhutai | So seetapati tumahi banai ||
Ichchha te kotin sansara | Rachat na lagat pal ki bhara ||
Jo tumhare charanan chit lave | Taki mukti avasi ho jave ||
Sunahu ram tum tat hamare | Tumahi bharat kul poojya prachare ||
Tumahi dev kul dev hamare | Tum gurudev pran ke pyare ||
Jo kuch ho so tumhahi raja | Jai jai jai prabhu rakho laja ||
Ram atma poshan hare | Jai jai jai dasrath ke pyare ||
Jai jai jai prabhu jyoti swarupa | Nirgun brahma akhand anoopa ||
Satya satya jai Satyavrat swami | Satya sanatan antaryami ||
Satya bhajan tumharo jo gave | So nishchay charon phal pave ||
Satya sapath gauripati kinhi | Tumne bhaktahi sab siddhi dinhi ||
Gyan hridaya do gyanswarupa | Namo namo jai Jagpati bhoopa ||
Dhanya dhanya tum dhanya pratapa | Naam tumhar harat sntapa ||
Satya shudh deva mukh gaya | Baji dundubhi shankh bajaya ||
Satya satya tum satya sanatan | Tumahi ho hamare tan man dhan ||
Yako path kare jo koi | Gyan prakat take ur hoi ||
Avagaman mitai tihi kera | Satya vachan mane shiv mera ||
Aur aas man mein jo hoi | Manvanchit phal pave soi ||
Teenahu kal dhyan jo lave | Tulsidas anu phool chadhave ||
Saag patra so bhog lagave | So nar sakal siddhata pawe ||
Aant samay Raghubarpur jai | Jaha janma haribhakta kai ||
Shri Haridas kahai aru gave | So vaikunth dham ko pave ||
||DOHA||
Saat divas jo nem kar | Path kare chit laye ||
Haridas harikripa se | vasi bhakti ko pave ||
Ram chalisa jo padhe | Ram sharan chit laye ||
|| Iti Shri Ram Chalisa Sampurnah ||
Conclusion: Chanting Shri Ram Chalisa lyrics can enhance physical and mental health. If devotee want to calm the mind, and maintain focus he/she should read this with Hanuman Chalisa regularly.