Maa Gayatri Chalisa Lyrics

Goddess Gayatri, also known as Ved Mata, is the Goddess of Vedic hymns and Trimurti, embodying Goddess Saraswati, Goddess Parvati, and Goddess Laxmi, and has three heads. Maa Gayatri Chalisa chanting brings happiness, prosperity, good health, spiritual awakening, and protection from evil energies. She is goddess associated with knowledge, education, and virtue, is commonly known in yoga and meditation.

Maa Gayatri Chalisa

What happens if we chant Gayatri Chalisa everyday?

Chanting the Gayatri Chalisa regularly enhances concentration and focus on study and bring energy, increasing awareness of the present and our surroundings. People believe Goddess Gayatri Chalisa chanting everyday improve concentration and mental focus, aiding in meditation practices and over all mental well-being.

|| Gayatri Chalisa Lyrics in English ||

॥ Doha ॥

Hreem Shreem Kleem Megha Prabha Jeevan Jyoti Prachand ।
Shanti Kranti, Jagruti, Pragati, Rachana, Shakti Akhand ॥
Jagat Janani Mangal, Karni Gayatri Sukh Dham ।
Pranvom Savitri Swadha, Swaha Puran Kaam ॥

॥ Chaupai ॥

Bhoorbhuvah Swah Om Yut Janani । Gayatri Nit Kalimal Dahani ॥
Akshar Chaubis Param Puneeta । Insme Base Shastra, Shruti, Geeta ॥

Shashwat Satoguni Satroopa । Satya Sanatan Sudha Anoopa ॥
Hansarudh Shwetambhar Dhari । Swarn Kranti Shuchi Gagan Bihari ॥

Pustak Pushpa Kamandalu Mala । Subhra Varna Tanu Nayan Vishala ॥
Dhyan Dharat Pulkit Hiy Hoi । Sukh Upjat Dukh Durmati Khoyi ॥

Kamdhenu Tum Sur Taru Chaya । Nirakar Ki Adhbut Maya ॥
Tumhari Sharan Gahai Jo Koi । Tarai Sakal Sankat So Soi ॥

Saraswati Lakshmi tum Kaali । Deepai Tumhari Jyoti Nirali ॥
Tumhari Mahima Paar Na Pave । Jo Sharad Sutmukh Gun Gavai ॥

Chaar Ved Ki Maatu Puneeta । Tum Brahmani Gauri Seeta ॥
Mahamantra Jitne Jag Mahi । Kou Gayatri Sam Naahi ॥

Sumirat Hriday Mein Gyan Prakashe । Aalas Paap Avidhya Nase ॥
Srishti Beej Jag Janani Bhavani । Kaal Raatri Varda Kalyani ॥

Brahma Vishnu Rudru Sur Jete । Tum So Pawe Surta tete ॥
Tum Bhaktan Ki Bhakt Tumhare । Jananihin Putra Pran Te Pyare ॥

Mahima Aparampar Tumhari । Jai Jai Jai Tripada Bhayhari ॥
Poorit Sakal Gyan Vigyana । Tum Sam Adhik Na Jag Mein Aana ॥

Tumhin Jaan Kachhu Rahe na Shesha । Tumahin pae Kachhu Rahe na Kalesha ॥
Jaanat Tumahin Tumahin HaweJai । Paras Parsi Kudhatu Suhai ॥

Tumhari Shakti Deepe Sab Thai । Mata Tum Sab Thaur Samai ॥
Graha Nakshtra Brahmand Ghanere । Tun Gativan Tunhare Prere ॥

Sakal Srishti Ki Pran Vidhata । Palak Poshak Nashak Trata ॥
Mateshwari Daya Vratdhari । Mam San Tare Patki Bhaari ॥

Japar Kripa Tumhari Hoi । Ta Par Kripa Kare Sab Koi ॥
Mand Buddhi te Buddhi Bal Paven । Rogi Rog Rahit Ho Javen ॥

Daridra Mite Kate Sab Peera । Nashe Dukh Hare Bhav Bheera ॥
Griha Kalesh Chit Chinta Bhari । Naashe Gayatri Bhay Hari ॥

Santati Hin Su Santati Pawe । Sukh Sampati Yut Mod Manave ॥
Bhoot Pishach Sab Bhay Khawe । Yam Ke Doot Nikat Nahi Aave ॥

Jo Sadhva Sumre Chit Lai । Achhat Suhag Sada Sukhdai ॥
Ghar Var Shukhprad Lahe Kumari । Vidhva Rahe Satyavrat Dhari ॥

Jayati Jayati Jagdamba Bhawani । Tum Sam Aur Dayalu Na Dani ॥
Jo Sadguru So Diksha Pave । So Sadhan Ko Saphal Banave ॥

Sumiran Kare Suruchi Badbhagi । Lahen manorath Grahi Viragi ॥
Ashtha Siddhi Nav Nidhi Ki Data । Sab Samarath Gayatri Mata ॥

Rishi Muni Yati, Tapasvi, Jogi । Arat Arthi Chintit Bhogi ॥
Jo Jo Sharan Tumari Aave । So So Manvanchhit Phal Paven ॥

Bal Buddhi Vidya Shil Swabhavu । Dhan Vaibhav Yash tej Uchhaau ॥
Sakal Badhe Upje Sukh Na Na । Jo Yah Path Kare Dhari Dhayana ॥

॥ Doha ॥

Yeh Chalisa Bhakti Yut, Path Kare Jo Koi ।
Ta Par Kripa Prasannta, Maa Gayatri Ki Hoi ॥

||Gayatri Chalisha Samaptah||

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *