Goddess Durga Chalisa

In Purana, Durga is considered as Adishakti. Durga is actually a form of Shiva’s wife Adishakti, that supreme power of Shiva has been described as the prime nature, virtuous Maya, mother of intellect and free from vices. Even if it is single (concentrated), that Maya Shakti accidentally becomes many. Reciting the Maa Durga Chalisa Lyrics is bring mental strength and destruct the negative thoughts of the believer.

By reciting Goddess Durga Chalisa and Lord Shiv Chalisa together, you bring a good and happy married life.

What is Benefit of reciting Goddess Durga Chalisa?

  • Maa Durga Chalisa protects people from all negative forces, evil effects of the planets, and Evil Eye or Black Magic.
  • It protects natives from distress, sorrow, and misery, and endows them with Happiness and Peace.
  • Women can be blessed with Marital harmony because as per Hindu mythology, Maa Durga is form of Maa Parvati who is wife of Lord Shiva.  
  • Reciting Goddess Durga Chalisa Lyrics brings longevity of the spouse, and long and contented life by reciting this Chalisa.

Maa Durga Chalisa Lyrics

॥ Chaupai ॥

Namo Namo Durge Sukh Karani । Namo Namo Ambe Dukh Harani  ॥

Nirankar Hai Jyoti Tumhari । Tihun Lok Phaili Ujiyari ॥

Shashi Lalat Mukh Maha Vishala । Netra Lal Bhrikuti Vikarala ॥

Roop Matu Ko Adhika Suhave । Sarash Karat Jan Ati Sukh Pave ॥

Tum Sansar Shakti Lay Kina । Palan Hetu Anna Dhan Dina ॥

Annapurna Hui Jag Pala । Tumhi Adi Sundari Bala ॥

Pralaya Kaal Sab Nashan Hari । Tum Gauri Shiv Shankar Pyaari ॥

Shiv Yogi Tumhare Gun Gave । Brahma Vishnu Tumhe Nit Dhyaven ॥

Roop Saraswati Ko Tum Dhara । De Subudhi Rishi Munin Ubara ॥

Dhara Roop Narsimha Ko Amba । Pragat Bhayin Phar Kar Khamba ॥

Raksha Kari Prahalad Bachayo । Hiranakush Ko Swarg Pathayo ॥

Lakshmii Roop Dharo Jag Mahi । Shree Narayan Ang Samahi ॥

Ksheer Sindhu Karat Vilasa । Daya Sindhu Deejay Mann Aasa ॥

Hingalaj Mein Tumhi Bhavani । Mahima Amit Na Jaat Bakhani ॥

Matangi Dhoomavati Mata । Bhuvneshwari Bagala Sukhdata ॥

Shree Bhairav Tara Jag Tarani । Chhinna Bhala Bhav Dukh Nivarani ॥

Kehari Vahan Soh Bhavani । Langur Veer Chalat Agavani ॥

Kar Men Khappar Khadag Viraje । Jako Dekh Kaal Dar Bhaje ॥

Sohe Astra Aur Trishoola । Jate Uthata Shatru Hiya Shoola ॥

Nagarkot Mein Tumhi Virajat । Tihun Lok Mein Danka Bajat ॥

Shumbh Nishumbh Danav Tum Maare । Rakta-Beeja Shankhan Samhare ॥

Mahishasur Nripa Ati Abhimani । Jehi Agha Bhar Mahi Akulani ॥

Roop Karaal Kaali Ko Dhara । Sen Sahit Tum Tihi Sanhara ॥

Pari Garha Santan Par Jab-Jab । Bhayi Sahay  Maatu Tum Tab-Tab ॥

Amarpuri Auro Sab Loka । Tab Mahima Sab Rahen Ashoka ॥

Jwala Mein Hai Jyoti Tumhari । Tumhen Sada Puje Nar Nari ॥

Prem Bhakti Se Jo Jash Gave । Dukh-Daridra Nikat Nahin Ave ॥

Dhyave Tumhen Jo Nar Mann Laee । Janam-Maran Tako Chhuti Jaee ॥

Jogi Sur-Muni Kahat Pukari । Yog Na Ho Bin Shakti Tumhari ॥

Shankar Aacharaj Tap Keenhon । Kam Krodh Jeeti Sab Leenhon ॥

Neeshi Dhin Dhyan Dharo Shanker Ko । Kahu Kaal Nahin Sumiron Tumko ॥

Shakti Roop Ko Maram Na Payo । Shakti Gayi Tab Mann Pachhitayo ॥

Sharnagat Hui Keerti Bakhani । Jai Jai Jai Jagdamb Bhavani ॥

Bhayi Prasanna Aadi Jagdamba । Dayi Shakti Nahin Keen Vilamba ॥

Moko Maatu Kashta Ati Ghero । Tum Bin Kaun Hare Dukh Mero ॥

Aasha Trishna Nipat Sataven । Reepu Murakh Mohi Ati Darpave ॥

Shatru Nash Keeje Maharani । Sumiron Ek Chita Tumhen Bhavani ॥

Karo Kripa Hey Maatu Dayala । Riddhi-Siddhi De Karahu Nihala ॥

Jab Lagi Jiyo Daya Phal Paoon । Tumharo Yash Main Sada Sunaun ॥

Durga Chalisa Jo Gave । Sab Sukh Bhog Parampad Pave ॥

Devidas Sharan Neej Jani । Karahu Kripa Jagdamb Bhawani ॥

Doha

Sharnagat Raksha Kare । Bhakt Rahe Nihshank ॥

Main Aaya Teri Sharan Mein ।  Maatu Lijeeye Ank ॥

॥ Sampurnam ॥

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *